Khatam-e-khuajgan

Khatam-e-Khwajagaan

& Shejra Sharif

(Naqshbandiya Mujaddidi Siddiqui)



 1) Bismillahir rahmaanir raheem - 100 times

In the Name of Allah, the Most Merciful, the Most Kind.



2) Durood Sharif – 100 times

Allahumma salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa ala aali Sayyidina Muhammadin wa baarik wa sallim

O Allah, bestow your peace & blessings on my Leader & Master Muhammad  and on the descendants of my Leader & Master Muhammad .



3) Surah Fatiha – 100 times



4) Surah Alam Nashra – 100 times



5) Surah Ikhlaas – 1000 times

or 100 times if being recited by one person



---



6) Allahumma Ya Qadiyal Haajat – 100 times

O Fulfiller of needs!



7) Ya Kaafiyal Muhimmaat – 100 times

O Helper in solving difficult matters!



8) Ya Daafiyal Baliyyaat – 100 times

O Averter of calamities!



9) Ya Raafi-ad Darajaat – 100 times

O Elevator of spiritual stations!



10) Ya Hallal Mushkilaat – 100 times

O Solver of difficulties!



11)
Ya Shaafi-al Amraaz – 100 times

O Bestower of cures for illness!



12) Ya Musabbib-al Asbaab – 100 times

O Originator of causes!



13) Ya Mufattihal Abwaab – 100 times

O Opener of all doors!



14) Ya Ghayasal Mustaghiseena Aghisna – 100 times

O Listener of supplications, listen to our supplications!



15) Ya Daleel-al Mutahayyireen – 100 times

O Guide of those who are in awe of Your Love!



16) Ya Khair ar-Raaziqeen – 100 times

O Best of Providers!



17) Ya Munazzilal Barakaat – 100 times

O Causer of blessings!



18)
Ya Lateefu Ya Qaveeyu Ya Aziz – 100 times

O Gentle One! O Strongest One! O Mighty One!



19) Ya Mujeebad Daawat – 100 times

O Responder to supplications!



20) Aghisni Ya Rasulallah– 100 times

Help us O Messenger of Allah!



21) Ya Ar-hamarr Raahimeen – 100 times

O Most Compassionate & Merciful!

 

22) Allahumma Rabbana Ameen– 100 times



23) Durood Sharif – 100 times

Allahumma salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa ala aali Sayyidina Muhammadin wa baarik wa sallim

O Allah, bestow your peace & blessings on my Leader & Master Muhammad  and on the descendants of my Leader & Master Muhammad .





Zikr-e- Paak [Remembrance of Allah]



1. La ilaha illallahu, la ilaha illallahu



2. La ilaha illallah, illallahu illallah



3. Allah-hu, Allah-hu



4. Allah-Allah



5. Muraqaba Ism-e-Zaat

This is when eyes must be closed, visualising the words ‘Allah’ and ‘Muhammad ' engraved onto your heart. As you breathe in through your nose, in your mind recite “Allah” and “Hoo” as you exhale.



Then recite the Shejra Sharif as follows:





Shejra Sharif

Silsila Aaliya Naqshbandi Mujaddidi Siddiqui



E Khuda vanda tu zaat kibria ke waasite

reham kar Hazrat Muhammad Mustafa ke waasite

Hazrat Siddique o Suleman, Qasim o Jafar Imaam

Bayazid o Abul-Hasan sahibe ata ke waasite

Bu Ali Yusuf Jameel o Abdul Khaliq ke tufail

Khwaja Arif Sheikh Mahmood sana ke waasite

Sheikh Azeezan Ali, Baba Samasi Shah Kalaal

Shah Bahauddin Alauddin Zia ke waasite

Khwaja Yaqub o Ubaidullah Shah Zahid wali

Muhammad Dervaish o Muhammad Muqtada ke waasite

Baqi Billah o Mujaddid-e-Alf Thaani Shah Hussain

Abdul Basit, Abdul Qadir Paar-Saa ke waasite

Faghnawi Mahmood Abdullah Inayat Shah Wali

Hafiz Ahmad Abdus-Suboorul Atqiya ke waasite

Gul Muhammad Khwaja Abdul Ghafoor, Abdul Majeed

Khwaja Abdul Azeezul Asfiya ke waasite

Khwaja Sultanul Mulook o Shah Nizamuddin Wali

Muhammad Qasim Mohrvi Ghawsul Waraa ke waasite

Huzoor Sultan Nervi Pir Ghulam Mohiuddin Mard-e-Haqq numa zilleh ilah

Pir Saani waqif e sirr-e-Khuda waasite

baksh hum sabke gunaah aur kar khata-on ko ma’af

Sartaaj Awliya Pir Alauddin maqbool dua ke waasite

peer Ghulam Fareed ke waasite

qurb apna aur sabaate da’im taa’id ghaib

kar ata in Naqshbandi Awliya ke waasite

he dua tamaam khulafa aur khuddaam

apne Murshid pe fidaa Rabb ki raza ke waasite.

E Khuda vanda tu zaat kibria ke waasite

reham kar Hazrat Muhammad Mustafa ke waasite



 Then make Duaa & recite Salato Salam upon the Holy Prophet  whilst standing.

 

[This Khatme Khwajagan has been prepared under the guidance & with the permission of Hazrat Allamah Pir Alauddin Siddiqui (damat barkatuhumul aaliya), Sajjada Nasheen Darbar Aaliya Nerian Sharif]